Tej baat se shravko ke dil mein gaanth bandh jati hai.
Saadhu se lagi hui gaanth khul jaati hai, shravko ki khulni kathin ho jati hai.
Pujya gurudev ke anusar Sadhu aur shravak ko apna acharan aur vyavahar sanyamit rakhna dharm ke sath sansarik drashti se bhi avashyak hai.